SHANI KI SADESATI AUR US KE PERBHAV
Nilamujsamabhasum raviputram yamagrjam
Chhayamartandsambhutam shanicharaye namayam
Aj shani ki sade sati ke perbhav ka galat ashrey laga ker manushy bada bhaybhit hai tatha adhunik jyotisho dwara iske perbhav ko galat rup mein batla ker manushy ko draya bhi ja raha hai.Jis semanviy jivan mein shani va uske perbhav vardan tulya hote hue bhi abhishap tatha kasht dayi karano ke liye jane jate hain,jab ki aisa hai nahi hain.
Aj jivan ke her sukh dukh ki paristithi mein jahan utar chadaw atte hain shani ki sade sati ko utar va dukhon ka karan mana jata hai.jo purntaya galat hai etah jyotish mein yeh janaana avshyek hai ki shani ki sade sati kya hai tatha uske manviy jivan per kya perbhav hote hain jis se ki jivan ki her dayniy paristithi mein shani ko dukhon ka karan man ker na kosa jaye kyun ki hindu vedic jyotish anusar perteyak perkar ke sukh va dukh jo manush ko bhogne padte hain purv kiye gaye karm hi hain ,vo chahe is janam ke hon ya purv janam ke.
jiska parinam samay ane per jyotish ki samany dashaon ke dwara manushy ke liye nirdharit hota haitatha manushy bhogta bhi hai naki shani ki sade sati ke karan.
shani ki sade sati hindu jyotishanusar ek aisa gochar (grih chal)hai jiska perbhav tis saal ke baad mein pertek rashi wale vyakti pe padega etah shani ki sadesati apne shubh ya ashubh perbhav ko lekar 30 saal baad atti hai.
Shani ki sade sati- jab shani kisi rashi se 12ve ghar mein gochar karte hain us samay shani ki sade sati shuru hoti hai evam jab kisi rashi ke gochar karte hain tek rehti haietah 12ve ghar se 2re ghar tak 3 bhagon mein shani apne sade sat saal pure karte hain is awadimein manushy ko apne kiye gay shubh ashubh karmon ke phal bhugtne padte hain
Hindu jyotish mein shani ko maha kaal tatha nyaydheesh kaha gaya haiEtah shani apni sadesati ke samay saad karmic ki ek anokhi samaj mein pehchan va pertishta sathapit karta hai.Galat kaam karne wake ya anetikon ko kathor dand bhi deta hai. Jis se unhe bhyank sajayein bhi bhogni padti hain.Isi liye yeh nitant avashyak hai ki shani ki sade sati shubh ya ashubh kisi bhi perbhav wali ho manushy ke dwara sade sati kaal mein galat kaary na kiye jaein anyatha unke parinaam jyada bure va bhayanak ho jayenge.
Yadfi shani ki sade sati ashubh perbhav wali hai to petek kary netik purn evam maryada purn tarike se kerne per unke perbhav ko kum kiya ja sakta hai.isi liye yeh nitant avashyek hai ki shani sadesati kaal mein koi bhi perkriti ke virudhh kaam na karein.

KYA HAI SHANI KI SADE SATI

KYA KAREIN -UPAY
1) shani ki sade sati wale jatak ko mithyachar se door rehte huaey apne se garib logon ka sehyog karna chahiye.
2) SADESATI wale jatak ko jhut ka achran nahin karna chahiye tatha vilklang,bhikhari,shudr,evam istriyon ki dasha sudharne hetu arthik evam mansik sehyog karna chahihe.
3) kanuni perpanchon se bach ker jivan jitay huay nity prati apni aay ka kuchh ansh dharamsthano ke uthan gau sewa brahmin va sant sewa mey lagana chahiye.
4) yadi sambhav ho to nitya prati vishnushastr naam ya gopa shastr naam tatha hanuiman chalisa ka paath dainik suvidha anusar karna chahiye.
5)SHANI ke bhyank perbhav se bachne ke liye tatha jivan mein anukulta badane ki liye charitrik vyasan va charitrik heenta ka purn roop se tyag karna chahiye tatha apne jivan sathi ke prati tatha parivar ke prati dayitvon ko nibhana chahiye.
6) yadi sambhav ho to govardhan ki perkerma shani ki sadesati kaal mein avshay karni chahiye.
tatha shanivar ke din kaali vastuon ka daan dene se bhi paristithi anukul hoti hai.
7)Agar sadesati ka apki kundli mein nakaratmak perbhav hai to app devi ka chandi paath navratri ke samay avashay kareyen atha samajik sewa se jude rahen.
8) shanivar ke din bansuri ko kale fite se lapet ker evam usme misri bhar ker kisi dharamsthan per dabane se bhi mansik shanti milti hai.pipal ki jal sewa karne se shani ka anukul phal prapt hota hai.
9)sadesati wale jatak ko court kachehri mein jhooti gavahi nahin deni chahiye evam kamjor logon ka shoshan bhi nahin karna chahiye.
10)is jatak ke liye nitant avshyak hai ki vo satya ka achran kare tatha pertek karya ko soch samajh ke anukul hone per hi kare anytha parinam bhyanak ho sakte hain.
11)yadi sambhav ho to neelam ya gomedh dharan karen ya phir monga pehna ja sakta hai.
(sharirik vajan anusar pehnana -jyotish salah le leyen

Comments
meri rashi kanya hai, meri bhi sare sati start ho gayi hai, main b sade sati ke baar me janna chahati hoon.
aaj se meri raashi pe bhi saadhe ssati hai..kripya koi samadhan btaiye...aapki bht kripa hogi
वास्तव में शनि का प्रभाव शरीर के अन्दर जमे हुए पदार्थों पर है.चर्बी,मोटापा, आलस,सुस्ती ये सब शनि के आधीन हैं.जब किसी का शरीर मोटा हो रहा है,काम के प्रति आलस का भाव जागने लगा है,हर काम अधूरे छूट रहे हैं या टाइम से पूरे नहीं हो रहे हैं,नौकरी के लिए आवेदन किया तो पता लगा की लास्ट डेट निकल गयी है ,कहीं किसी के साथ मीटिंग है या कहीं इंटरविउ देने जाना था और समय पर गाडी नहीं पकड़ पाए.बच्चे को स्कूल छोड़ने में रोज देर हो रही है,तो समझ लो भैया की वास्तव में आप शनि महाराज की लपेट में आ गए हैं .इसका पहला सीधा सा लक्षण यह है की जातक सुबह देर से जागने लगता है.ध्यान दें की शनि नैसर्गिक तौर से सूर्य देव के शत्रु हैं,और जब भी किसी के जीवन में शनि का बुरा प्रभाव बदने लगता है तो सबसे पहले वो सुबह देर से जागने लगता है व दिन में भी सोने की आदत उसे लग जाती है.विचारों में जड़ता आने लगती है,समस्याओं के हल नहीं सुझाई देते,दिमाग काम ही नहीं करता,
उपायस्वरूप जातक को शनि दान की सलाह दी जाती है.सलाह बिलकुल ठीक है किन्तु तरीका गलत होता है.तेल दान का अर्थ है अपने शरीर की जमी चर्बी को पसीने के रूप में गला कर पत्थरों अर्थात जमीन को दान करना.यानि खूब पसीना बहाना.अब पसीना सदा तभी आता है जब आप रक्त को तेजी से संचारित करते हैं,यानि खूब मेहनत करते हैं .शरीर में लाल रंग का जो रक्त संचार कर रहा है ये मंगल के डिपार्टमेंट के अंतर्गत आता है और आप जानते ही हैं की मंगल के बॉस हनुमान जी ही हैं.यानि शनिवार को जातक कसम खा ले की आज कुर्सी पर नहीं बैठना है बल्कि सभी पैंडिंग कामो को निबटाना है.किसी से मिलना जो काफी समय से आप टाल रहे हैं, गैस बुक करनी है,कोई फॉर्म खरीदने बाजार जाना है,बैंक का काम निबटाना है,माता जी को डॉक्टर को देखना है,जूते फटे हुए हैं पर मोची के पास जाने का समय नहीं निकल पा रहे हैं,कमीज का बटन टूटा हुआ है,पैंट की चैन ख़राब है पर टेलर के पास जाने की फुर्सत नहीं है और न जाने कितने छोटे बड़े काम.महाराज सभी को आज से निबटाना शुरू कर दो. शनिवार को खुद को इतना व्यस्त रखो की रक्त रुपी मंगल के रूप में हनुमान जी आपके शरीर से खूब पसीना बहा दें .यकीन मानिये १६ (सोलह) शनिवार यह व्रत ठान लीजिये और स्वयं चमत्कार का अनुभव करें.धीरे धीरे हालात स्वयं अनुकूल होते जायेंगे.
मंदिरों में जाकर नाली में तेल बहा देना या मांगने वाले को पैसे दान करने का कोई हासिल नहीं.तेल पर बर्बाद होने वाले उन पैसों को एक गुल्लक में जमा करें और किसी छुट्टी के दिन बच्चों और उनकी मम्मी जी को उ न पैसों की रस मलाई खिला कर लायें.पिताजी के लिए एक धूप का चश्मा,या रुमाल या माता जी लिए भजन की किताब खरीद लें .ये भी सुन्दर फल प्रदान करेंगे .किन्तु शनि के दान के फलीभूत होने के लिए पहली शर्त सुबह सूर्योदय से पहले जागना है.केवल शनिवार नहीं अपितु हर रोज.