Guru ke makr rashi mein praveshik parbhav
9 December ko guru apni dhanu rashi mein 30 degree purn ker lega tatha agli rashi Makr mein 10 december se sanchar karega.
Azad bharat ki kundli per vichar kiya jaye to shani 9vesh v 10vesh banta hai.navan bhav desh ka bhvishay hai tatha 10va bhag desh ka kary shetra Lok sabha adi hai etah guru ka rashi parivartan bharat ke bhvishay ko ujwaal karega.nayayik vayvasta ko majbut tatha rajnitik gatividhi mein ek sthayitav bhav ka sanchar karega.
Lekin guru ka shani ki rashi mein jana samajik bodhitav ki kamjori tatha rashtr v netik maryada ki kamjori ka karan banega.Gunda tantanter ki rajniti per nayayalay dwara ankush lagega. Jiska perbhav desh ka pertek nagrik july ke baad dekhega.
Antrik kaleh badegi(10 december) phir bhi court ke nirdeshon per desh ki antrik bigadi hui vayavastha per niyantran hoga tatha prashasan ko safalta milegi.
Guru ka makr rashi mein parivartan se samaj mein naitik vyavasta kamjor hogi kyun ki makr rashi guru ki neech rashi hai.dfharam acharan naitik maryada puja path yajy addi cum honge.
nagrik pashchmi sabhyata mein mil ker naitikta vihin jivan jina chahenge.Iske sath saath desh ke ander Antrik kalah ka karan utpaan honge jo kanuuuni vyavasth ko kamjor karte dikhai padege.desh ke nagriko ko arthik samasyaon ka samna karna padega.samaj mein madak padarthon ka sevan badega.
desh ke pritinidhi niji swarthon ke karan desh ke saath khilwad karenge.Jis karan courton ko desh ke bhavishay ko bachane hetu sakhti se kaam karna hoga.
Guru ka rashi parivartan arthat apni neech rashi mein jane se rajniti gatividhiyon mein raj netaon ke chtitr dhumil honge.
apni nikammi harkaton ke karan sazza payenge.
Kul mila ker desh visham paristhiyon se jujhne ke baad bhi court direction per safalta prapt karega.
Agar rashigat toar per vichara jaye to tula lagan aur tula rashi vale jatako ke liye gurur ka rashi parivartan vishesh asafalta dega.Iske sath saath jin jatakon ki kundlion mein guru 6,8,12 ve ghar ka swami hai ya in gharon mein baitha hua hai unhe arthik tangi ke saath saath kanuni archne bhi jhelni hogi.Iske ilava aise jatak jinki kundli mein guru neech jati ka hai tatha guru chandal yog se gujr rahe hein unke liye guru ka rashi parivartan upyash dharamvihin tatha mansik tanav yukt avam artghik tangi ka chunauti bhara samay dega.
UPAY:Jin jatakon ki kundli mein guru ka badlta gochar ashubh prabhav dene wala haiunko nimn upay ke karne se safalta mil sakti hai.
1) guru ke ashubh prabhav wale jatak roj subah uth ker apne mata-pita,guru jan addi ke charan vandan ker ashirwad lein.
2)her roj kisi dhram sthan ki seva mein sanlagan rahein,dharmic pustakein padhein aur unka dhramsthan mein daan karien.
3)Guruvar ke din Go-seva karein.agar kundli mein guru chandal yog hai to apne guru ya pandit ko go daan karein.
4) kanuni archno se bach ke rahein.tatha kisi garib kanya ki shadi mein godan ka sankalp ker is prabhav ko cum kiya ja sakta hai.
5) Ashlili harkaton se bache tatha buri sangati ka tyag karein evam buri pustakein na padhe.Samajmein vrhad mata pita evam apne se badon ka samman karin.
6) iske saath saath her roj mandir mein ya apne ghar ke ander gopal ya vishnu sahsarnaam ka path karein.Dharmik seva karein.
70Pratidin TULSI mein deep daan karein.tulsi ki seva karein.Peela kambal,peela chandan tatha piuleay vastr evam tulsi chandan guru pushp nakshetr mein dharm sthan ya kisi tirthsthan mein daan karein.
7)SAMBHAV HO soona pehne.pukhraj,dharan karein,satvik vriti ka bhogan karein.jhooth se duur rahey.evam govardhan parikarma karein.

Comments